NEET एग्जाम क्या है और इसकी प्रवेश प्रक्रिया

 NEET (National Eligibility cum Entrance Test) Bharat mein MBBS, BDS, aur ayurvedic, homoeopathy, Siddha, Unani, aur anya pravesh ki pariksha hai. Yeh Bharat ke adhikansh medical aur dental colleges mein pravesh ke liye aayojit hoti hai.


Yeh exam ek national level ka hai jo. Ki NTA dvara aayojit kiya jata hai. Iska mukhya uddeshya medical aur dental courses mein pravesh ki sahi star par nirdharit karna hai. NEET exam har saal aayojit hoti hai aur isme biology, physics, aur chemistry ke subjects ka prashn hota hai.


NEET exam ki kuch mukhya jankariyan hai:


1.Pravesh shart: NEET exam mein bhag lene ke liye umar par niyantran hona avashyak hai aur upayukt board se 12vi pass hona chahiye.

2.Prashn Pattar: NEET mein multiple-choice prashn puche jate hain jinke liye 180 minute ka samay diya jata hai.

3.Pravesh Prakriya: NEET exam mein pravesh ke liye upayukt ank prapt karne wale ummidwaron ko counseling process ke madhyam se medical aur dental colleges mein sthan pradan kiya jata hai.

Yadi aapko aur adhik jankari chahiye to aap official NEET website ya phir NTA website par jaa kar prapt kar sakte hain.

Comments

Popular posts from this blog

सुबह जल्दी उठने के फायदे जान हैरान हो जाएंगे

Chips khane ke nuksaan jaan chips khana chodd doge

Meri Jeet bhi leja meri haar bhi leja Bohemia song lyrics